|
Arti ganga maiya, man jai sursari
maiya Bhav-varidhi-uddharini atihi sudradh naiya, man Jai.... Hari
pada-padam-prasuta vimal varidhara, Brahmadeva Bhagirathi shuchi punyagara,
man Jai Shankar-jata-viharini, hanoi trya tapa, Sagar-putra-gana-tarini
harani sakal papai man Jai... Ganga Ganga jo jana uchcharat mukha son, Dur
desh man sthit bhi turat tarat sukh son, man Jai... Mrit ki asthi tanik tuv
jal dhara pavai, So jan pavan hokar param dham javai, man Jai Tav tatvasi
taruvar, jal thal char prani Pakshi-pashu-patang gati pavai nirvani, man Jai
Matu, daya mai kijai dinan par daya Prabhu pad padma milakar Hari lijai
maya, man Jai
|